_gaq.push(['_trackPageview']); (function() { var ga = document.createElement('script'); ga.type = 'text/javascript'; ga.async = true; ga.src = ('https:' == document.location.protocol ? 'https://ssl' : 'http://www') + '.google-analytics.com/ga.js'; var s = document.getElementsByTagName('script')[0]; s.parentNode.insertBefore(ga, s); })();
Latest lovely, funny jokes, birthday text messages collections
11 Jun
Kab kon kisi ka hota hai
Yeh sab jootay rishtay natay hain
Sab dil rkhnay ki batain hain
Sab apna asal chupatay hain
Ikhlas k jootay log yahan
Lafzon k teer chalatey hain
Ik bar nigahon mein bas kr
phir sari umer rulatey hain. .
11 Jun
Koi kisi se mil jata hai to
koi kisi se bichad jata hai
Jise hum mangten hai apni dua mein
Wo kisi ko bina mange mil jata hai
9 Jun
Lamha Lamha saanse khatam ho rahi hai,
Zndagi bhi maut ke pehlu mein so rahi hai,
Us Bewafa se na poocho meri maut ki wajah…
Woh toh bus zamaane ko dikhane ke liye ro rahi hai !!
12 May
kaisay jiyan gay tum bin
yeh kiyal tu kiya hota
jo dard saha hum nay
wo dard tum nay bhi kabhi saha hota
bas chal diya daman chora kay
begano ki tarah
kam say kam has kay ik dafa alvida too kaha hota
4 May
us ka milna hi moqaddar mein nahi tha werna
hum ne kia kia nahi khoya usay panay k liye
4 May
Aj rotha howa 1 shaks both yad aya
Acha guzra howa kuch waqt bohut yaad aya
Jo mery dard ko seenay mein chupa leta tha
Aj jab dard hua to bohut yad aya.
4 May
Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
4 May
Itni chahat ke us se k intha ho gai,
Wo mohabt kr k phir bewfa ho gai,
Main to bs chahta raha toot kar usay,
bs yahe to 1 muj se khta ho gai.
22 Apr
Ankhon main ate thy jo chad sitare ly kr
jaane kis des gaye khawab hamare ly kr
kitne hi dur chale jayen wo hum se lekin
waqat aye ga unhain pass hamare ly kr…
12 Nov
Na chaho itna mujhy
chahton sy dar lagta hy,
Na aao itna kareeb judai sy dar lagta hy
tumhari wafa pe to boht bharosa hy magr,
apni he takdeer sy dar lagta hy